Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Pehli Nazar

Khushiyon Ke Aaye Hain Din Sab Naacho Lyrics

Pehli Nazar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khushiyon Ke Aaye Hain Din Sab Naacho from movie Pehli Nazar

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehli Nazar
    • Director(s) : Patnaik R P
    • Singer(s) : Udit Narayan
    • Lyricist(s) : 

    dhinak dhinak dhin dhinnak dhin - (2)
    khushiyon ke aaye hain din sab naacho
    sau baras jine se pyaar ke do pal achchhe hai
    jhumata gaata mausam hai gaao tum
    naacho tum gaao tum rang jamaao yaaron tum
    ghum bhi hai aur khushiya bhi
    are khel ajab hai shaadhi bhi
    dhinak dhinak dhin dhinnak dhin - (2)
    khushiyon ke aaye hain din sab naacho

    dulhe ke sar ka sehara dulhan ki aaraju
    root yeh milan ki aayi dil bekaraar
    haathon mein chudiyaan hai lamahon ki duriya hai
    ji bhar ke paayegi kal saajan ka pyaar
    aisi suhaani shaam aati hai ek baar
    chhaalak huwa hia khumaar
    aangan mein dhol baaje, pura ghar aaj naache
    chhaayi hai dekho bahaar
    tum jahaan raho yuun hi khush raho
    aaye kabhi koyi ghum na
    dhinak dhinak dhin dhinnak dhin - (2)
    khushiyon ke aaye hain din sab naacho
    sau baras jine se pyaar ke do pal achchhe hai
    jhumata gaata mausam hai gaao tum

    kal yeh paraayi hogi lekin yaadon mein hogi
    lekar ke jaayegi dil ka karaar
    lab pe duwaayein hongi, palakon mein saawan hoga
    baabul ki aankhon se barsegi dhaar
    aangan mein saajan ke tulasi bane beti
    bole yeh maa ka dulhaar
    rasme nibhaana gori tu dono kul ki
    karana tu solaah singhaar
    begaani shaadi ka hoon main abb dulha deewaana
    dhinak dhinak dhin dhinnak dhin - (2)
    khushiyon ke aaye hain din sab naacho
    sau baras jine se pyaar ke do pal achchhe hai
    jhumata gaata mausam hai gaao tum
    naacho tum gaao tum rang jamaao yaaron tum
    ghum bhi hai aur khushiya bhi
    are khel ajab hai shaadhi bhi

    Related Lyrics