Haaye Re Aaj Ki Raina Dhale Na Lyrics

Adhoora Aadmi (1982)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Haaye Re Aaj Ki Raina Dhale Na from movie Adhoora Aadmi (1982)

  

Lyrics

    • Movie Name : Adhoora Aadmi (1982)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    hurrr ha ha hurr ha ha, hur ha hur ha hur ha

    hur hu hur hu hur hu hur hu.......

    haay re aa ha ha, haay re aa ha ha
    haay re aaj ki raina dhale na, dhale na, ha aa na, ha aa na - (2)
    (ho jhum jhumake aaye kahaan, baar baar aisa yeh sama
    roj roj kisi ko yahaan aisa hansi mauka mile na) - (2)
    ho haaye re aaj ki raina dhale na, dhale na, ha aa na, ha aa na

    aaj ghani taaron ki chaanv mein, khoyi hu main sapano ke gaanv mein
    o o o o o o....
    aaj ghani taaron ki chaanv mein, khoyi hu main sapano ke gaanv mein
    laao koyi paayal, naachu banake paagal jhumu jhumake
    jhum jhumake aaye kahaan, baar baar aisa yeh sama
    roj roj kisi ko yahaan aisa hansi mauka mile na
    ho haaye re aaj ki raina dhale na, dhale na, ha aa na, ha aa na

    pankh chalo kaat de iss raat ke, rang jame aur mulaakaat ke
    o o o o o o....
    pankh chalo kaat de iss raat ke, rang jame aur mulaakaat ke
    yeh pal hai suhaane aage raam jaane, jhumu jhumake
    jhum jhumake aaye kahaan, baar baar aisa yeh sama
    roj roj kisi ko yahaan aisa hansi mauka mile na
    ho haaye re aaj ki raina dhale na, dhale na, ha aa na, ha aa na - (2)

    Related Lyrics