Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Ab Kya Hoga

Sare Mahafil Mera Imaan Beyiman Ho Gaya Lyrics

Ab Kya Hoga- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sare Mahafil Mera Imaan Beyiman Ho Gaya from movie Ab Kya Hoga

  

Lyrics

    • Movie Name : Ab Kya Hoga
    • Director(s) : Usha Khanna
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : Sawan Kumar

    sare mahafil mera imaan beyiman ho gaya, yaro abb kya hoga
    mera katil mere ghar men mera mehaman ho gaya, yaro abb kya hoga
    wahi hoga jo manzure kuda hoga, yaro abb kya hoga

    jamin par panv mat rakhna, kahee maila naa ho jayey
    naa jana chandani men yeh badan maila naa ho jayey
    kudaya bhej de jannat se too apani baharo ko
    sajade aasman too rah men inaki sitaro ko
    shariq-e-jindagi hona tera ehasan ho gaya
    yaro abb kya hoga

    nahee the ham kisi kabil jagah de dee hame dil men
    kare ham shukriya kaise kee rakh lee laj mahafil men
    naa phulo kee tamanna hai, naa chahat hai sitaro kee
    tumhare pyar ke aage jarurat kya baharo kee
    tumhari baho men rahana mera arman ho gaya
    yaro abb kya hoga

    jamin kee tum nahee lagti, kaha se aayi ho bolo
    meri jan husn pariyo kaa, kaha se laayi ho bolo
    kuda ne khud banaya hai hame toh aapaki kaatir
    gajhal mujhko banaya hai banakar aapako shayar
    milan par janeman apna kuda hairan ho gaya, yaro abb kya hoga
    sare mahafil mera...........

    Related Lyrics