Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Adhikar

Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna Lyrics

Adhikar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna from movie Adhikar

  

Lyrics

    • Movie Name : Adhikar
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Pahari Sanyal,Pankaj Mullick
    • Lyricist(s) : 

    kaha woh bachpan kaa pyara sapna - (2)
    swarg bhari woh prem kee raina - (2)
    kaha woh bachpan kaa pyara sapna

    bagiyan me miljul ke jana, phulo kaa woh mahal banana - (2)
    dulha dulhan ban byah rachana - (2)
    aanchal dhal ko jan me phirana pyara sapna
    kaha woh bachpan kaa pyara sapna

    hay achanak huwa savera, jag maya ne mann ko ghera - (2)
    ujad gaya woh rain basera - (2)
    tut gaya hanso kaa daina - (2)
    kaha woh bachpan kaa pyara sapna

    swarg bhari woh prem kee raina - (2)
    kaha woh bachpan kaa pyara sapna

    (abb woh din hain naa prem kee raten
    yad magar hain pyar kee bate) - (2)
    mann lene kee bholi ghaten - (2)
    laj bhare tore do naina - (2)
    pyara sapana

    Related Lyrics