Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Mela (2000)

Dekho 2000 Jamaana Aa Gaya Lyrics

Mela (2000)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dekho 2000 Jamaana Aa Gaya from movie Mela (2000)

  

Lyrics

    • Movie Name : Mela (2000)
    • Director(s) : Anu Malik
    • Singer(s) : Hariharan,Leslie Lewis,Aamir Khan
    • Lyricist(s) : Sameer,Dharmesh Darshan

    aa......

    main aaya deewaana, main aaya mastaana
    jalata hoon har pal main, main hi hoon parwaana
    kisane pukaara hai, kisane hai lalkaara
    aaya hoon dharati pe kismat ka main taara

    (dekho 2000 jamaana aa gaya - (3)
    milake jine ka bahaana aa gaya
    bachake rehana haan deewaana hoon main) - (2)
    dekho 2000 jamaana aa gaya, milake jine ka bahaana aa gaya

    hey hongi nayi baatein, socho kya hongi raatein
    pehale jo na thi woh, hongi mulaakaatein
    jo chala gaya bhul ja, kya kisi se gila - (2)
    teerein najar ka nishaana hoon main
    dekho 2000 jamaana aa gaya -2, milake jine ka bahaana aa gaya
    bachake rehana

    millenium it' s new world -2 new world

    khulake sab karenge, hum na abb darenge

    khulake sab karenge, hum na abb darenge
    dushman se ladenge, hasino pe marenge
    koyi toh kahe bewafa, koyi toh dilruaba - (2)
    par main main hoon, sayaana hoon main
    haan deewaana hoon main
    dekho 2000 jamaana aa gaya -2, milake jine ka bahaana aa gaya
    bachake rehana deewaana hoon main

    Related Lyrics