Main Hoon Kaun Lyrics

Oh Darling Yeh Hai India (1995)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Hoon Kaun from movie Oh Darling Yeh Hai India (1995)

  

Lyrics

    • Movie Name : Oh Darling Yeh Hai India (1995)
    • Director(s) : Ranjit Barot
    • Singer(s) : Vinod Rathod
    • Lyricist(s) : 

    main hoon kaun, main hoon kaun - (2)
    main hoon, main hoon, kaun kaun
    main hoon kaun
    main hoon, main hoon, kaun kaun kaun

    saari duniya mein mujhasa nahi - (2)
    main sab kuchh hoon main koyi nahi
    (main hoon kaun, main hoon kaun
    main hoon, main hoon, kaun kaun) - (2)
    main yeh hoon ya woh hoon, ek hoon ya sau hoon
    tum jo chaaho woh honn, ya jo hoon bas woh hoon main
    hoon kya hoon kyun hoon
    (main hoon kaun, main hoon kaun
    main hoon, main hoon, kaun kaun) - (2)

    main aawaara jungali jaanwar 420 anaadi
    chalata furja chaalu chillar chalati ka naam gaadi
    main albela anjaana dariya dil deewaana
    main har raste ka raahi
    har shamma ka parwaana
    main fanne khaan farishta
    mukkaddar ka sikandar
    aflaatun ajuba harfan maula mast kalandar

    paapi paaji ?? pyaara, aasmaan se gira sitaara
    luchcha lafanga lampat loafer
    circus baabo kona jokar
    paagal ghaayal kaayar shaayar
    kabhi main botal kabhi main fire
    main hoon kamaal main bemisaal
    main badmisaaj main beilaaj
    main samajhdaar main khabrdaar
    main bekaraar main kalaakaar
    main superman main taarjan
    main fineman main lot of fun
    main dind dong main king kong
    main sing song main right wrong

    saari duniya mein mujhasa nahi
    main sab kuchh nahi main koyi nahi
    (main hoon kaun, main hoon kaun
    main hoon, main hoon, kaun kaun) - (2)

    Related Lyrics