Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aar Paar

Hu Abhi Main Jawan Lyrics

Aar Paar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Hu Abhi Main Jawan from movie Aar Paar

  

Lyrics

  • Aar Paar
  • Movie Name : Aar Paar
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Geeta Dutt
  • Lyricist(s) : 

Hu Abhi Main Jawan Aye Dil
behosh Hu Bin Piye Kal Ka Bhi Gam Kisliye
hu Abhi Main Jawan

ye Nagma Aur Ye Fiza Ek Sada Aur Ek Ada
jo Hai Ganeemat Hai Aaj Kal Kaun Jaane Ho Kya
so Na Ho Ye Samaan Aye Dil
hu Abhi Main Jawan...

duniya Ka Kya Aetbaar Khona Na Apna Qaraar
chu Le Muradon Ke Phool Beete Na Yu Hi Bahaar
taak Mein Hai Kizaan Aye Dil
hu Abhi Main Jawan ...

dekho Hai Ye Zindagi Yu Nahi Bekhudi
mujhko Behak Jaane De Baaten Na Kar Hosh Ki
hosh Kaisa Yahaan Aye Dil
hu Abhi Main Jawan ...

Related Lyrics