Dooniya Ki Sair Kar Lo Lyrics

Around The World- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dooniya Ki Sair Kar Lo from movie Around The World

  

Lyrics

    • Movie Name : Around The World
    • Director(s) : Shankar-Jaikishan
    • Singer(s) : Mukesh,Sharda
    • Lyricist(s) : 

    dooniya ki sair kar lo - (2)
    insan ke dost banakar insan se pyar karlo
    dooniya ki sair kar lo - (2)
    around the world in eight dollars - (4)

    los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila
    dekho disneyland me akar pariyo kaa desh dharati par
    los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila
    dooniya ki sair kar lo - (2)
    insan ke dost banakar insan se pyar karlo

    ham aman chahanewale ham pyar pe marnewale
    ik bat kahenge sabse nafrat ko mita jag se
    insan ke hath kaa tona mitti ko banaya sona
    yeh washingto, alabela, new york shehar kaa mela
    dooniya ki sair kar lo
    insan ke dost banakar insan se pyar karlo

    london ki daud divani paris ki sham mastani
    kudrat ke khel nirale jara dekhale dekhane vale
    berlin kaa badalata chehara aur rome kaa rang sunehara
    venice me navo ki sairen, yeh git gati huyi lehren
    dooniya ki sair kar lo
    insan ke dost banakar insan se pyar karlo

    Related Lyrics