Itana Bhi Na Chaaho Mujhe Ki Lyrics

Sanam Teri Kasam (2009)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Itana Bhi Na Chaaho Mujhe Ki from movie Sanam Teri Kasam (2009)

  

Lyrics

  • Sanam Teri Kasam (2009)
  • Movie Name : Sanam Teri Kasam (2009)
  • Director(s) : Nadeem Shravan
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu
  • Lyricist(s) : 

itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun - (2)
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

(itani bechaini leke kaise jiyega koyi
itani chaahat daaman mein kaise rakhega koyi) - (2)
chain kahin lene na de mujhako pyaar tera
itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

(socha na hoga tumane itana pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga) - (2)
bhulunga na main tumako kabhi abb mri jaan-e-wafa
(itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
yu na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na saku)-2

Related Lyrics