Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Mehbooba

Deewaana Deewaana Deewaana Lyrics

Mehbooba- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Deewaana Deewaana Deewaana from movie Mehbooba

  

Lyrics

  • Mehbooba
  • Movie Name : Mehbooba
  • Director(s) : Ismail Darbar
  • Singer(s) : Sonu Nigam,Sukhwinder Singh,Aslam Sabri
  • Lyricist(s) : 

sar sajade mein jhuk jaaye toh, use lok ibaadat kehate hai
dil sajade mein jhuk jaaye toh, use lok mohabbat kehate hai
yeh husn-o-ishq ki kitani haseen mehfil hai
kisi ki julf mein ataka huwa mera dil hai
ha.. aa.. re ri re ro.....aa aa.......
tanan tanan tan dhoom tanan tan.......
deewaana deewaana deewaana deewaana - (8)
main deewaana, main deewaana, ho main deewaana, main deewaana
deewaana deewaana deewaana deewaana - (2)
mehbooba ka deewaana, deewaana main toh deewaana
woh shamma main parwaana
tanan tanan tan dhoom tanan tan.......
deewaana deewaana deewaana....
apani mehbooba ki taarif karata rehata hai
kuchh bhi kehata hai, iss deewaane ki baaton mein na jaana
ke main bhi hoon apani jaan ka deewaana
deewaana deewaana main toh deewaana, bin piye mastaana

woh chaand hai, woh chaandani
woh geet hai, woh baasuri
woh jaan hai, woh jindagi
jindagi jindagi, haan jindagi jindagi
jindagi........ho jindagi
jindagi jindagi, haan jindagi jindagi
tu apani mehbooba ki mujhko tasweer dikhaana
dekh ke isako hosh mein rehana, josh mein na aa jaana
main toh deewaana, mehbooba ka deewaana
deewaana main toh deewaana, woh shamma main parwaana
deewaana deewaana deewaana deewaana - (2)
main deewaana, main deewaana, ho main deewaana, main deewaana
deewaana deewaana deewaana deewaana..... apani jaan ka deewaana
deewaana main toh deewaana, bin piye mastaana

ruke nazar nazar, jhuke nazar nazar
dil aakhon se aar nikal jaaye
kahi aag lage, kahi pyaas jage
use chhu le jo haat woh jal jaaye
kuchh naam pata toh batala de
mere dil mein rahe woh jaane jaana
deewaana deewaana deewaana deewaana........
deewaana, deewaana.........
kya tu hai deewaana, deewaana, deewaana
ji ha ji main toh deewaana, mehbooba ka deewaana
deewaana main toh deewaana, deewaana mastaana

ek gul hai woh, bulbul hai woh
khushbu hai woh, jaadu hai woh
toh lag gayi ha lag gayi, lag gayi ha lag gayi
lag gayi....... lag gayi, lag gayi ha lag gayi
rooth kahi na jaaye mujhase mera yaar puraana
toot na jaaye hum dono ka baraso ka yaaraana
ha main toh deewaana, woh shamma main parwaana
deewaana main toh deewaana, bin piye mastaana
deewaana deewaana deewaana deewaana........
yeh deewaana, yeh deewaana, yeh deewaana, yeh deewaana
deewaana deewaana deewaana deewaana.... mehbooba ka deewaana
deewaana yeh toh deewaana, apani jaan ka deewaana
deewaana........ (deewaana deewaana deewaana)

Related Lyrics