Pyaar Ko Ho Jaane Do Lyrics

Dushman (1998)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pyaar Ko Ho Jaane Do from movie Dushman (1998)

  

Lyrics

    • Movie Name : Dushman (1998)
    • Director(s) : Uttam Singh
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
    aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
    abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi) - (2)
    pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do

    pyaar ke bich min hum nahi aayenge
    jis taraf le chala dil chale jaayenge
    chain sa gaya yuun laga dil gaya
    abhi na gaya toh phir kabhi nahi kabhi nahi
    pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
    aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
    abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi
    pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do

    mujhako aankhon se dil mein utar jaane do
    kuchh bigad jaane do kuchh sawar jaane do
    ik bahaana bane ik fasaana bane
    abhi na bana toh phir kabhi nahi kabhi nahi
    pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
    aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
    abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi
    pyaar ko ho jaane do

    aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein
    baat reh jaayegi yaad hi yaad mein
    ho jo nahi hai kahaan jo nahi hai kiya
    abhi na kiya toh phir kabhi nahi kabhi nahi
    la la la la.... hmm hmm hmm.... la la la la....
    la la la la....

    Related Lyrics