Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dostana

Kitna Aasan Hai Kehna Bhul Jao Lyrics

Dostana- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kitna Aasan Hai Kehna Bhul Jao from movie Dostana

  

Lyrics

    • Movie Name : Dostana
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    kitna aasan hai kehna bhul jao, bhul jao
    kitna mushkil hai par bhul jana
    kitna aasan hai kehna bhul jao
    kitna mushkil hai par bhul jana, ho naa jana naa jana
    kitna aasan hai kehna bhul jao
    kitna mushkil hai par bhul jana

    bin soche bin samjhe log, majhee toh ban jate hain
    unko yeh malum nahee, ke tufan bhee aate hain
    kitna aasan hai majhee ban jana, kitna mushkil hai par lagana
    kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana

    ha tumko hai dard bada, isee duniya kee rasmo kaa
    ulfat me jo khayee thee, kya hoga uss kasmo kaa
    kitna aasan hai vade todd dena, kitna mushkil hai vade nibhana
    kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana
    ho naa jana naa jana
    kitna aasan hai kehna bhul jao, bhul jao, bhul jao

    Related Lyrics