Sun Zara Lyrics

Suneeta Rao - Waqt- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sun Zara from movie Suneeta Rao - Waqt

  

Lyrics

  • Suneeta Rao - Waqt
  • Movie Name : Suneeta Rao - Waqt
  • Director(s) : Shankar Mahadevan
  • Singer(s) : Suneeta Rao
  • Lyricist(s) : 

sun zara, sun zara, sun zara....... - (2)
sun lo dil ki jubaan, khud ko na de saja
yeh toh haq hai tera, baat yeh na bhula
na woh din raha na woh raatein
bhool ja, bhool ja, bhool ja

sun zara, sun zara, sun zara.......

sun zara, sun zara, sun zara.......
dil hai sheesha tera toot jaaye toh kya
hosh mein aa jara, dum ghutega tera
na woh dil raha na woh yaadein
bhool ja, bhool ja, bhool ja

socho jara hai isime bhala, samajho jara hai yeh waada mera
meri jubaan sunke jaago jara, churaana tumhe yeh iraada mera
khud ke najaro se kyun girna chaahegi tu
na woh ji raha na woh jeena
bhool ja, bhool ja, bhool ja
sun lo dil ki jubaan, khud ko na de saja
yeh toh haq hai tera, baat yeh na bhula
na woh din raha na woh raatein
bhool ja, bhool ja, bhool ja

sun zara, sun zara, sun zara.......

Related Lyrics