Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Game

Bhige Naina Kuchh Naa Kehna Lyrics

Game- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bhige Naina Kuchh Naa Kehna from movie Game

  

Lyrics

  • Game
  • Movie Name : Game
  • Director(s) : Bapi-Tutul
  • Singer(s) : Deepshikha Sharma
  • Lyricist(s) : 

bhige naina kuchh naa kehna, yeh samandar ashkon kaa kitna gehra
yeh dil apna duba ja raha, bhige naina kuchh naa kehna

berang sapne bhar naa sake rang jivan me - (2)
kya kare aur kya naa kare dil hai uljhan me
kuchh naa raha gam ke siva, abb jaye toh jaye kahan
yeh dil apna duba ja raha, bhige naina kuchh naa kehna

jee rahe hai ham aajkal jan mushkil me - (2)
besabab see tanhaiya dil kee mehfil me
kuchh naa raha gam ke siva, abb jaye toh jaye kahan
yeh dil apna duba ja raha, bhige naina kuchh naa kehna
yeh samandar ashkon kaa kitna gehra, yeh dil apna duba ja raha
bhige naina kuchh naa kehna.........

Related Lyrics