Tere Bin Kahee Jiyara Lage Naa Lyrics

Chor Aur Chand- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tere Bin Kahee Jiyara Lage Naa from movie Chor Aur Chand

  

Lyrics

    • Movie Name : Chor Aur Chand
    • Director(s) : Nikhil-Vinay
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Anuradha Paudwal
    • Lyricist(s) : 

    aa ja aa ja na...........
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa
    aa ja aa ja aa ja.... - (2)

    aa ja aa ja na
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa
    aa ja aa ja aa ja.... - (2)

    kaise batau tumhe, dil kee yeh majburiya
    dono key yeh fasle, chhodo bhee yeh duriya
    tumko bulane lagee hatho kee yeh chudiya - (2)
    aa ja aa ja na...........
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa
    aa ja aa ja aa ja.... - (2)

    tumko bhee hai yeh pata, tumse mujhe pyar hai
    iss pyar se kab kaha mujhko inkar hai
    shishe kee phir bich me kaisee yeh diwar hai - (2)
    aa ja aa ja na...........
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa
    aa ja aa ja aa ja.... - (2)

    itna toh aake bata, kya maine kee hai khata
    too de raha hai mujhe, kis jurm kee yeh saja
    aisa naa ho mai kahee, kah du tujhe bewafa - (2)
    aa ja aa ja na...........
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa
    aa ja aa ja aa ja.... - (2)
    aa ja aa ja na...........
    tere bin ho, tere bin kahee jiyara lage naa

    Related Lyrics