Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bewafaa

Kehta Hai Kabutar Kya Lyrics

Bewafaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kehta Hai Kabutar Kya from movie Bewafaa

  

Lyrics

    • Movie Name : Bewafaa
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Shaan,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    yahu.... o o o o ........

    kehta hai kabutar kya, koyee toh hai chakkar ha
    udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
    kehta hai kabutar kya koyee toh hai chakkar - (2)
    udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
    yeh ishk kee duniya kamal hai mistar - (2)
    isme toh koyee pas koyee fail raha hain
    kehta hai kabutar koyee toh hai chakkar
    udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
    yeh ishk kee duniya kamal hai mister
    iasme toh koyee pas toh koyee fail raha hain

    piya miya......
    too much confusion darling
    yeh rishto kee confusion hee toh society hai darling
    tats society hi society

    teree sadi kaa yeh palla sarak naa jaye kahee
    bada divana hain yeh dil dhadak naa jaye kahee
    meree sadi kaa yeh palla sarak naa jaye kahee
    bada divana hain yeh dil dhadak naa jaye kahee
    palat ke dekh meree jan hain teraa dhyan kidhar
    jara bach bachake bachake koyee dhoka hai idhar
    ek chehra laga hain har chehre ke upar - (2)
    chhoop chhoop ke yaha har kisika mel raha hai
    kehta hai kabutar kya koyee toh hai chakkar
    udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

    kahee pe nigahe kahee pe nishana
    kyu samjhe har aasheek duniya ko divana
    yeh toh wakt hee batayega kabutari, achchha
    ke kaun sayana aur kise hoga pachhtana
    kisine jit lee baji toh kee har gaya
    mili jo aankh toh aankho se koyee mar gaya
    maine bhee dekh lee baji koyee toh har gaya
    mili jo aankh toh aankho se koyee mar gaya
    badee katil hai yeh rate meraa jalta hai jiya
    kahee khul jaye naa apni bat piya
    bedard hai duniya badnami kaa hai darr - (2)
    ghut ghut ke har koyee kisiko jhel raha hai
    kehta hai kabutar kya koyee toh hai chakkar
    udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
    yeh ishk kee duniya kamal hai mister - (2)
    iasme toh koyee pas koyee fail raha hain
    yahu.... o o o o ........

    Related Lyrics