Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Daaera

Devata Tum Ho Meraa Sahara Lyrics

Daaera- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Devata Tum Ho Meraa Sahara from movie Daaera

  

Lyrics

    • Movie Name : Daaera
    • Director(s) : Jamal Sen
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Mubarak Begum
    • Lyricist(s) : Kaif Bhopali

    dal dee mai ne jal thal me nayya
    jagana ho toh jago khevayya - (2)

    devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara - (2)

    tham lo apnee radha ko bhagawan, ruk naa jaye kahee dil kee dhadkan
    yeh naa kahane lagee koyee birahan, munh chhupakar sanwariya ne mara
    devata tum ho meraa sahara
    devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara

    mere naino ko tum aise paye, do ghadee mujhko nindiya naa aaye
    meree aankho se aankho ladaye, dubata hai savere kaa tara
    devata tum ho meraa sahara
    devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara

    rain bharee hai gehra andhera, hath ley lo tum hatho me meraa
    so gaye mandiro key pujaree, gunjati hai muraliya tumharee - (2)
    aatma jhumatee hai hamaree, dil khincha ja raha hai hamara
    devata tum ho meraa sahara
    devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara - (2)

    chhod kar mai naa bhagavan ko jau, rat bhar yu hee jagu jagau
    git ga ga key rou rulau
    yeh vachan lu key mai hu tumhara - (2)
    mai hu tumhara, yeh vachan lu key mai hu tumhara - (2)
    mai hu tumhara

    Related Lyrics