Kaun Kehta Hai Muh Kala Hai Jhuth Ka Lyrics

Kyo Kii...main Jhuth Nahin Bolta- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kaun Kehta Hai Muh Kala Hai Jhuth Ka from movie Kyo Kii...main Jhuth Nahin Bolta

  

Lyrics

    • Movie Name : Kyo Kii...main Jhuth Nahin Bolta
    • Director(s) : Anand Raj Anand
    • Singer(s) : Abhijeet
    • Lyricist(s) : 

    are (kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka -3)
    ey sach hai yeh sach bol bala hai jhuth ka
    are (kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka -2)

    (chahe dekho daye, chahe dekho baye - (2)
    log yaha jhuth ka danka bajaye - (2)) - (2)
    sach ke hoth pe tala hai jhuth ka
    are (kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka -2)

    jhuth bolne se bat ban jatee hain
    (are jhuth bolne se bat ban jatee hain
    kam chal jata hain, dal gal jatee hain - (2)) - (2)
    tikha bada mirch masala hai jhuth ka
    kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka
    sach hai yeh sach bol bala hai jhuth ka

    jhuth bole kam kar sikka jama le
    jhuthi tarif kar sab ko pata le
    are jhuth bole kam kar sikka jama le
    jhuthee tarif kar sab ko pata le - (2)
    ey sara jamana matwala hai jhuth ka
    sara jamana matwala hai jhuth ka
    kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka

    (jhuth ka yeh dhanda hai, khub yeh hai chalta
    mal panee aaj kal jhuth ko hai milta) - (2)
    mal panee aaj kal jhuthe ko milta
    hey (rang aur dhang hee nirala hai jhuth ka -2)
    are rang aur dhang hee nirala hai jhuth ka
    kaun kehta hai muh kala hai jhuth ka

    mana iss jhuth kee bat hai niralee - (2)
    ek bat aur hai jo hai sunnewalee - (2)
    jo hai sunnewalee, jo hai sunnewalee
    chadta hai suraj dhalta hai, yeh jhuth na jyada chalta hai - (2)
    balkee sukh ke khatir too, kyon apne rang badalta hain
    chadta hai suraj dhalta hai, yeh jhuth na jyada chalta hai
    pal do pal ka ujala hai jhuth ka - (2)
    are (kala hai jee kala muh kala hai jhuth ka -2)

    Related Lyrics