Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Saajan

Saajan Saajan Pukaaru Galiyon Mein Lyrics

Saajan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Saajan Saajan Pukaaru Galiyon Mein from movie Saajan

  

Lyrics

    • Movie Name : Saajan
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    saajan saajan
    saajan saajan pukaaru galiyon mein - (2)
    kabhi phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
    saajan saajan pukaaru galiyon mein
    saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

    aise rutha hai bedardi kahaan na maane - (2)
    mere dil ki meri jaan ki kadar na jaane
    main usi julmi ke naina mastaane
    kabhi phulon mein dhundu
    phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
    saajan saajan pukaaru galiyon mein
    saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

    mujhase kehati hai parbat pe ghata chha chha ke - (2)
    o raama hasati hai purab se hawa aa aake
    woh chhipa hai dil mein aur na jaan jaan ke
    kabhi phulon mein dhundu haan
    phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
    saajan saajan pukaaru galiyon mein
    saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

    Related Lyrics