Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Big Brother

Piyan Jab Se More Naina Tose Lad Gaye Lyrics

Big Brother- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Piyan Jab Se More Naina Tose Lad Gaye from movie Big Brother

  

Lyrics

    • Movie Name : Big Brother
    • Director(s) : Sandesh Shandilya
    • Singer(s) : Shreya Ghoshal,Kunal Ganjawala,Ustad Sultan Khan
    • Lyricist(s) : 

    piyan jab se more naina tose lad gaye

    piyan jab se more naina tose lad gaye - (2)
    banwari see phiru, teraa intjar karu, kyun tadpa diya
    jiyan jab se more naina tose lad gaye - (2)
    banwara sa phiru, teraa intjar karu, kyun tadpa diya
    jiyan jab se more naina tose lad gaye

    teraa rup chandanee see dhup hai, chandan sa mehka tan yeh khub hai
    teraa dhang aisa hai lajawab, teree sharm haye surur hai
    teraa rup chandanee see dhup hai
    malik ne tujhe banake, phir tujh sang prit lagake
    yeh karam hai kiya re piyan
    piyan jab se more naina tose lad gaye -2, naina aa aa.......
    jab se more naina, jab se more..... naina....
    naina aa aa..... naina aa aa aa..........

    tujhko pake mere sajan yu laga, tapti jamin ko sawan ho mila
    tan mann ke madhuban kee har kali ko, subah kee shabnam kaa sang mila
    tujko pake mere sajan yu laga, tujke pake lage hai aise
    kayi janmo kaa hal jaise, malik ne hai sun liya re jiya
    jiyan jab se more naina tose lad gaye
    piyan jab se more naina tose lad gaye
    banwari see phiru, teraa intjar karu, kyun tadpa diya
    jiyan piyan, jab se more naina, lad gaye piyan aa
    jab se more naina tose lad gaye
    ha aa aa... mm mm la la la.........
    jiyan....... lad gaye, jab se more naina tose lad gaye jiyan

    Related Lyrics