Yeh Chaman Hamara Apna Hai Lyrics

Ab Dilli Door Nahin- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Chaman Hamara Apna Hai from movie Ab Dilli Door Nahin

  

Lyrics

    • Movie Name : Ab Dilli Door Nahin
    • Director(s) : Dattaram
    • Singer(s) : Geeta Dutt,Asha Bhosle,Chorus
    • Lyricist(s) : 

    yeh chaman hamara apna hai, (iss desh pe apna raj hai - 2)
    mat kaho ke sar pe topi hai, (kaho sar pe hamare taj hai - 2)
    yeh chaman hamara apna hai...........

    aati thi ek diwali aa aa aa...
    aati thi ek diwali, barso men kabhi khushhali
    abb toh har ek var ek tyauhar hai
    yeh ubharta sanwarta samaj hai
    yeh chaman hamara apna hai...........

    aa aa aa aa.........
    yeh jan se pyari dharti aa aa aa.....
    yeh jan se pyari dharti, dooniya kee dulari dharti
    o yeh aman ka diya aandhiyo men jala
    sari dooniya ko iss pe naj hai
    yeh chaman hamara apna hai...........

    ho dekh lo (kahi gam na rahe - 4)
    o roshani (kahi gam na rahe - 4)
    sare sansar kee aankh ham pe lagi
    apane hatho men apani laj hai
    yeh chaman hamara apna hai, iss desh pe apna raj hai

    Related Lyrics