Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Gaman

Ajib Saneha Mujhpar Gujar Gaya Yaro Lyrics

Gaman- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ajib Saneha Mujhpar Gujar Gaya Yaro from movie Gaman

  

Lyrics

    • Movie Name : Gaman
    • Director(s) : Jaidev
    • Singer(s) : Hariharan
    • Lyricist(s) : 

    ajib saneha mujhpar gujar gaya yaro
    mai apne saye se kal rat dar gaya yaro

    har ek naksh tamanna kaa ho gaya dhundhala
    har ek jakm mere dil kaa bhar gaya yaro

    bhatak rahee thee jo kashtee woh gakre ab huyee
    chadha huwa tha jo dariya utar gaya yaro

    woh kaun tha woh kaha kaa tha kya huwa tha use
    suna hai aaj koyee shaks mar gaya yaro

    Related Lyrics