Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Ab Ke Sawan

Sikho Na Naino Kee Bhasha Piya Lyrics

Ab Ke Sawan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sikho Na Naino Kee Bhasha Piya from movie Ab Ke Sawan

  

Lyrics

    • Movie Name : Ab Ke Sawan
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Shubha Mudgal
    • Lyricist(s) : 

    (sikho na naino kee bhasha piya, keh rahi tumse yeh khamoshiya
    sikho na lab toh na kholungi mai, samjho dil kee boli) - 2
    sikho na naino kee bhasha piya

    chhuna sikho, tum hawa ko, tananana tan tananana tan kehti ja
    padhna sikho, kalvato ko mathe pe yeh balkha ke likhti yeh ja
    khwabo kee hai apni juban, in men bhi hai ek dastan - 2
    jao, jao, jao, jao, jao piya..........
    sikho na naino kee bhasha piya, keh rahi tumse yeh khamoshiya
    sikho na piya lab toh na kholungi mai, samjho dil kee boli
    sikho na naino kee bhasha piya.......

    thaire pani jaisa yaha, chhedo na ise hil jayengi gehrayiya
    thandi saanso, yeh sheher men, dekho toh jara bolti hain kya parchayiya
    kehne ko bakee hai kya, ankho ne sab keh toh diya - 2
    ha, jao, jao, jao, jao, jao piya...........
    sikho na naino kee bhasha piya, keh rahi tumse yeh khamoshiya
    sikho na piya lab toh na kholungi mai, samjho dil kee boli
    sikho na naino kee bhasha piya.............

    Related Lyrics