Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Anamika

Baho Me Chale Aao Lyrics

Anamika- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Baho Me Chale Aao from movie Anamika

  

Lyrics

    • Movie Name : Anamika
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    baho me chale aao - (2)
    ho hamse sanam kya parda, oh hamse sanam kya parda
    yeh aaj kaa nahee milan, yeh sang hai umar bhar kaa
    baho me chale aao, ho hamse sanam kya parda
    oh hamse sanam kya parda
    mm oh (chale hee jana hai najar churake yun
    phir thami thi sajan tumne meri kalayi kyun hmm) - (2)
    kisi ko apna banake chhod de, aisa koyi nahee karta
    baho me chale aao, ho hamse sanam kya parda
    oh hamse sanam kya parda

    (kabhi kabhi kuch toh kaha piya hamse
    ke kam se kam aaj toh khulke milo jara hamse, hm) - (2)
    hai rat apne, jo tum ho apne, kisi kaa phir hame darr kya
    baho me chale aao oh hamse sanam kya parda
    ho hamse sanam kya parda
    yeh aaj kaa nahee milan, yeh sang hai umar bhar kaa
    baho me chale aao, ho hamse sanam kya parda
    oh hamse sanam kya parda

    Related Lyrics