Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Khwahish

Gham Ka Khajaana Tera Bhi Hai, Mera Bhi Lyrics

Khwahish- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Gham Ka Khajaana Tera Bhi Hai, Mera Bhi from movie Khwahish

  

Lyrics

    • Movie Name : Khwahish
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Jagjit Singh
    • Lyricist(s) : 

    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi

    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
    yeh najraana tera bhi hai mera bhi

    apane ghum ko geet banaakar, ga lena - (2)
    raag puraana tera bhi hai, mera bhi - (2)
    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi

    tu mujhako aur main tujhako samjhaau kya - (2)
    dil deewaana tera bhi hai mera bhi - (2)
    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi

    shehar mein galiya, galiyon jisaka charcha hai - (2)
    woh afsaana tera bhi hai, mera bhi

    mainkhaane ki baat na kar waaiz mujhase - (2)
    aana jaana tera bhi hai mera bhi
    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
    yeh najraana tera bhi hai mera bhi
    gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi

    Related Lyrics