Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Do Hawaldar

Tumhare Bin Gujare Hain Lyrics

Do Hawaldar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tumhare Bin Gujare Hain from movie Do Hawaldar

  

Lyrics

    • Movie Name : Do Hawaldar
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Kishore Kumar
    • Lyricist(s) : 

    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge - (2)
    jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
    khabar kya thee ke apne bhee, sitare aise bigadenge - (2)
    ke jo puja ke kabil hai, voh milo rang badalenge
    tumhare bin gujare hai, kayee din abb naa gujarenge

    thumhare ek naa manenge, karenge aaj manmanee
    bahut tarasaya hai tumne, nahee abb aur tarasenge
    sataya tho nahee karate, kabhee kismat ke maro ko
    kisikee jan jayegee, kisike arman nikalenge
    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
    jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge

    manaya tumko kitnee bar, lekin tum nahee mane
    tho abb majbur hokar ham, shararat par bhee uthrenge
    hakikat kya hai yeh pehele, bata dete tho achchha tha
    khud apne jal sey hee ham, naa janey kaise nikalenge
    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
    jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge

    kayee din bad phir yeh saj yeh singar paya hai
    nahee malum tha ke aap yu inkar kardenge
    tumhe kaise bataye kya, hamare sath gujari hai
    tumhare khwab tutenge, agar sach bat kehdenge
    (tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
    jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge) - (2)
    tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge

    Related Lyrics