Fashion Ka Hai Yeh Jalwa Lyrics

Fashion (2008)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Fashion Ka Hai Yeh Jalwa from movie Fashion (2008)

  

Lyrics

  • Fashion (2008)
  • Movie Name : Fashion (2008)
  • Director(s) : Salim Merchant,Sulaiman Merchant
  • Singer(s) : Sukhwinder Singh,Satya Hinduja,Robert Bob Omulo
  • Lyricist(s) : 

jalwa jalwa jalwa.......
jismon ka hai yeh jalwa, kismon ka hai yeh jalwa
shoharat bhi de yeh jalwa, maksad bhi de yeh jalwa
dilkash lage yeh jalwa, mehkash lage yeh jalwa
nasha hi nasha yeh jalwa, maja hi maja, nasha hi nasha
jalwa
aag si rawaaniya, leti hai angadaayiya
yeh jala de dilon mein chingaariya
(yeh jalwa -2 fashion ka hai yeh jalwa) - (4)

hai ada ka najaraana, har jubaan ka afsaana
har kisi pe chha jaata haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
karde sabko mastaana hai jamaana deewaana
din mein taarein dikhalaata haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aag si rawaaniya, leti hai angadaayiya
yeh jala de dilon mein chingaariya
(yeh jalwa -2 fashion ka hai yeh jalwa) - (4)

isane sabko bharmaaya, hai ajab isaki maaya
koyi bhi bach na paaya haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aasmaan dikhlaaya, jamin pe bhi le aaya
kya na isane karwaaya haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aag si rawaaniya, leti hai angadaayiya
yeh jala de dilon mein chingaariya
(yeh jalwa -2 fashion ka hai yeh jalwa) - (4)

Related Lyrics