Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Sirf

Tujhpe Fida Hai Mera Di Deewaana Lyrics

Sirf- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tujhpe Fida Hai Mera Di Deewaana from movie Sirf

  

Lyrics

  • Sirf
  • Movie Name : Sirf
  • Director(s) : Shibani Kashyap,Sohail Sen
  • Singer(s) : Tarannum,Sohail Sen
  • Lyricist(s) : 

you got to get it all night

tujhpe fida hai mera di deewaana
main hu sharaabi tu hai paimaana
honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale - (2)
ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa
raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan
tujhpe fida hai mera di deewaana
main hu sharaabi tu hai paimaana

(parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya
suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya) - (2)
kaun marebi, kaun habibi, kaun kiska yahaan
raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan
tujhpe fida hai mera di deewaana
main hu sharaabi tu hai paimaana

(aazad hoga koyi, koyi kaide julfo mein hoga
shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga) - (2)
kaun sachcha, kaun jhuta, kaun kiska yahaan
raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan
tujhpe fida hai mera di deewaana
main hu sharaabi tu hai paimaana
you got to get it all night
honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale - (2)
ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa
raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan
(tujhpe fida hai mera di deewaana
main hu sharaabi tu hai paimaana) - (2)
you got to get it all night

Related Lyrics