Abhi Kya Sunoge, Suna Toh Hasoge Lyrics

Satyakam (1969)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Abhi Kya Sunoge, Suna Toh Hasoge from movie Satyakam (1969)

  

Lyrics

    • Movie Name : Satyakam (1969)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    abhi kya sunoge, suna toh hasoge
    ke hai geet adhura, taraana adhura - (2)
    jo tum chup rahoge, jo kuchh na kahoge
    rahega sada yeh fasaana adhura
    ke hai geet adhura, taraana adhura

    jamaane se jo maine sikha nahi kuchh bhi woh mere kaam ka
    sikha do jo tum meet mere mujhe nagama ik apane naam ka
    ?? subah chehara khilein shaam ka
    abhi kya sunoge, suna toh hasoge
    ke hai geet adhura, taraana adhura - (2)

    kareeb aak bhi dur rehana, tumhi jaano isame raaj kya
    jo kuchh hai kahe naaj ghum par, karu dil par apane main naaj kya
    sada meri kya hai mera saaj kya
    abhi kya sunoge, suna toh hasoge
    ke hai geet adhura, taraana adhura - (2)

    kisi ka na ho kisape saaya, mujhe aise din aisi raat do
    main manjil toh khud dhund lungi, mere haathon mein apana haath do
    kadam do kadam mera saath do
    abhi kya sunoge, suna toh hasoge
    ke hai geet adhura, taraana adhura - (2)

    Related Lyrics