Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Raftaar

Rooth Jaana Tum Magar Ruthake Jaana Nahi Lyrics

Raftaar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Rooth Jaana Tum Magar Ruthake Jaana Nahi from movie Raftaar

  

Lyrics

  • Raftaar
  • Movie Name : Raftaar
  • Director(s) : Nitish Narayan
  • Singer(s) : Kumar Sanu
  • Lyricist(s) : 

rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi
ho rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi
main manaaunga tumhe saath nibhaana tum mera yuun hi
rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi - (2)

tum hi meri aaraju ho tum hi meri aashiqui
haan dhadkano mein tun basi ho tum ho meri jindagi
hamase na najarein churaana, mar na jaaye hum kahin
mujhako tum dil mein chhupaana, tum ho meri har khushi
aankhon mein hai chehara tumhaara, tumase hai meri roshani
rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi - (2)

bas hai meri yahin khwaaish tum hamesha saath raho
haan mere dil ki yahin tamanna main sunu aur tum kahon
dekho na kabhi dur jaana hona na mujhase khafa
main hamesha chaahata hoon bas tumhe hi dilruba
rang tumhaare pyaar ka chaahata hoon jaanashin
rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi
main manaaunga tumhe saath nibhaana tum mera yuun hi
rooth jaana tum magar ruthake jaana nahi - (3)

Related Lyrics