Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Hanuman

Aasmaan Ko Chhukar Dekha Lyrics

Hanuman- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aasmaan Ko Chhukar Dekha from movie Hanuman

  

Lyrics

    • Movie Name : Hanuman
    • Director(s) : Tapas Relia
    • Singer(s) : Daler Mehndi
    • Lyricist(s) : 

    (aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
    chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2

    (aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
    chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2
    kya karoon aur kya nahin, baat kisi se kahi nahin
    mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

    paagalpan yeh kaisa hai, ?? jaisa taisa hai
    soch ki najakat hai, thodi si sharaarat hain
    tedha yeh saamaan kyun, aafat mein jaan kyun hai
    mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
    (aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
    chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2

    yeh yeh yeh aankh micholi, chor daaku bhooth kohli
    bum bum bajarang bali, mahabali mahabali
    khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
    dhrati saagar taare ?? ?? hi pyaar
    (aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
    chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2

    kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahin nahin
    mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

    (aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
    chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2

    Related Lyrics