Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Balmaa

Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics

Balmaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare from movie Balmaa

  

Lyrics

    • Movie Name : Balmaa
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    balma - (12)
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare - (2)
    teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare
    tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare

    aankhe bichhaye baithi thi dilbar ki chah me
    kab se khadi thi mai yaha chahat ki rah me
    tune jo di saja toh mai tere pas aa gaya
    dooniya bhulake mai sanam tujhme sama gaya
    diwani ho gayi thi mai tere pyar me
    bechain ho rahi thi mai (tere intjar me -3)
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare
    teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga
    balma - (12)

    aa ja karib aa mere tujhko karar du
    baho me teree pyar ke lamhe gujar du
    hai aarju yahi meree tere samane rahu
    kehani hai jitni bat mai tujhse woh sab kahu
    mere sath hai too sathiya har ik hal me
    khoya rahu hamesha mai (tere khayal me -3)
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare
    teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga
    tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi
    bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare - (4)

    Related Lyrics