Phool Kaante Shayari

Phool Kaante Shayari - A large collection of Phool Kaante Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Phool Kaante Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Phool Kaante Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Phool Kaante Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Phool Kaante Shayari

Showing Phool Kaante Shayari 31 - 40 of 34, Page 4 of 4 pages.

Ek Shamma Andhere Mein Jalaye Rakhna,
Subha Hone Ko Hai Mauhaul Banaye Rakhna,
Kaun Jane Wo Kiss Gali Se Guzre,
Har Gali Ko Phoolo Se Sajaye Rakhna!

 0 People liked it
0 Ratings

Barish hui to phoolon ke tan chak ho gaye
mausam ke hath bhig ke saffak ho gaye
badal ko kya khabar ki barish ke chah mein
kitane buland-o-bala shajar khak ho gaye
juganu ko din ke vaqt pakadane ke zid karen
bache hamare ahad ke chalak ho gaye
lahara rahi hai barf ke chadar hata ke ghas
suraj ke shah pe tinake bhi bebak ho gaye
suraj dimag log bhi iblag-e-fikr mein
zulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gaye
jab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu hui
lahaje hava-e-sham ke namnak ho gaye
sahil pe jitne aabguzida the sab ke sab
dariya ke rukh badalate hi tairak ho gaye

 0 People liked it
0 Ratings

Hum Nay Kaanton Ko Bhi Narmii Say Chuhwaa Hay
Aksar Log Be-Dard Hain Phoolon Ko Massal Detay Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Tumhari Is Ada Ka Kya Jawaab Du
Apna Dost Ko Uphaar Kya Du
Koi Acchha Sa Phool Hota Toh Mali Se Mangva Lete
Jo Khud Gulaab Ho., Usko Kya Gulaab Du

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Showing Phool Kaante Shayari 31 - 40 of 34, Page 4 of 4 pages.