Deewaaron Pe Likha Hai Lyrics

Junoon (1993)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Deewaaron Pe Likha Hai from movie Junoon (1993)

  

Lyrics

    • Movie Name : Junoon (1993)
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal,Vipin Sachdev
    • Lyricist(s) : Surinder Sathi

    (deewaaron pe likha hai, minaaron pe likha hai
    ho iss shehar ki har galiyon aur chaubaaron pe likha hai
    tera naam sajana tera naam sajana tera naam) - (2)

    beete har din tere pyaar mein, tere pehalu mein har shaam ho - (2)
    mere dil ki toh aaraju hai yahi, jubaan pe tera naam ho
    hawaao pe likha hai fijaao pe likha hai
    likha hai dhadkano pe nigaahon pe likha hai
    tera naam sajana tera naam sajana tera naam

    saath chhodenge na hum kabhi, chhuke khaate hai tumako kasam - (2)
    bhul jaaye na waada kisi haal mein chaahe dhaaye jamaana sitam
    meri paayal pe likha hai, mere aanchal pe likha hai
    in gehari gehari aankhon ke kaajal pe likha hai
    tera naam sajana tera naam sajana tera naam
    deewaaron pe likha hai, minaaron pe likha hai
    ho iss shehar ki har galiyon aur chaubaaron pe likha hai
    tera naam sajana tera naam sajana tera naam sajana tera naam...

    Related Lyrics