Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham Lyrics

Captain Kishore- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham from movie Captain Kishore

  

Lyrics

    • Movie Name : Captain Kishore
    • Director(s) : Chitragupta
    • Singer(s) : Talat Mahmood
    • Lyricist(s) : 

    badal jaye duniya naa badalenge ham, tumharee kasam
    tumhare hain kee jab tak dam me hai dam, tumharee kasam

    kaho nam kaa ulfat kaa badnam kyon hai, hamaree wafao pe iljam kyon hai
    batao toh hoga tumhara karam, tumharee kasam
    badal jaye duniya.........

    yeh mana hai mushkil muhabbat kee rahe, agar dal do tum baho me bahe
    khushee se sahenge tumhare sitam, tumharee kasam
    badal jaye duniya.........

    jahan tak jahan key najare rahenge, tumhare rahe hain tumhare rahenge
    naa dolenge ulfat me apne kadam, tumharee kasam
    badal jaye duniya.........

    Related Lyrics