Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 1111 - 1120 of 1962, Page 112 of 197 pages.

Milne Ko Dil Gaya Tha So Lota Na Aaj Tak
Yaaron Ne Kitni Door Basai Hain Bastiyan.

 0 People liked it
0 Ratings

Meri Nigah-E-Kamal Ka Intikhab Ho Tum
Wafa K Pholon Main Haseen Gulab Ho Tum
Log Kehte Hain Doston Main Wafa Nahi Hoti
Logon K Sab Sawalon Ka Jawab Ho Tum…

 0 People liked it
0 Ratings

Mere Haathon Se Gir Gayi Lakeeren Kahin
Bhool Aaye Hum Apni Takdeeren Kahin
Agar Mile Tumko Kahin To Utha Lena
Mere Hisse Ki Har Khushi Apne Haathon Pe Saja Lena

 0 People liked it
0 Ratings

MjHse Giley Hen MujHpe
Bharosa Nai usy
Yeh Soch Kr Hmne bHI To
Roka Nai Usy
Wo Shaks Kbi Chand Sitaro
Se Ye Pochy
Ha Konsi Wo Raat Jb Socha
Nai Usy
Alfaz Teer Ban K Utrty Rhe Dil
Me
Sunty Rhe Chup Chap Hi
Toka Nai Usy
SAHIL YeH Muhabat Nai
AsooL_E_Wafa Hai
Hm Jaan To Den Gy Magr
Dhoka Nahi Usy… !

 0 People liked it
0 Ratings


Gham na kar Zindagi bahut badi hai,
Chahat ki mehfil tere liye saji hai,
Bas ek baar muskura kar tho dekh,
Taqdeer khud tujhse milne bahar khadi hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Chalay Aao Kabhi Tooti Hui Choori K Tukray Se,
Wo Bachpan Ki Tarhan Phr Se Mohabat Naap Lety Hain…(,”)

 0 People liked it
0 Ratings

Pakistan pakistan pakistan pakistan
hay azmaton muhabaton ka nishan
rooh e qaied ki azmaton ko salam ho
jo na banate watan hum reh jate be nishan

 0 People liked it
0 Ratings

Aap bevajah pareshan-si kyon hain madam
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge
nur-e-saramaya se hai ru-e-tamaddun ke jila
hum jahan hain vahan tahazib nahi pal sakati
mufalisi hiss-e-latafat ko mita deti hai
bhuk aadab ke sanche mein nahi dhal sakati
log kahate hain to logon pe t’ajjub kaisa
sach to kahate hain ki nadaron ke izzat kaisi
log kahate hain – magar aap abhi tak chup hain
aap bhi kahiye garibon mein sharafat kaisi
nek madam! bahut jald wo daur aayega
jab hamen zist ke adavar parakhane honge
apni zillat ke qasam, aap ke azamat ke qasam
hamako ta’zim ke mear parakhane honge
hum ne har daur mein tazalil sahi hai lekin
hum ne har daur ke chehare ko ziya bakhshi hai
hum ne har daur mein mehanat ke sitam jhele hain
hum ne har daur ke hathon ko hina bakhshi hai
lekin in talkh mubahis se bhala kya hasil
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 1111 - 1120 of 1962, Page 112 of 197 pages.