Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 1621 - 1630 of 1962, Page 163 of 197 pages.

Gulazar-e-hast-o-bu na beganavar dekh
hai dekhane ke cheez ise bar bar dekh
aaya hai to jahan mein misal-e-sharar dekh
dam de najaye hasti-e-napayedar dekh
mana ke teri did ke qabil nahi hun main
tu mera shauq dekh mera intazar dekh
kholi hain zauq-e-did ne aankhen teri to phir
har rahaguzar mein naqsh-e-kaf-e-pay-e-yar dekh

 0 People liked it
0 Ratings

Mutalba Humara Un Sy Kuch Bhi Zyda Nahi
Murta To Hai Hum Py Woh Aur Khabi Jutata Nahi
Hum Ny Kub Chaha Jee Jan Sy Woh Chahy Humein Bhi
Per Woh To Itna Zalim Hai Dykh K Bhi Muskrata Nahi
Kerta To Hai Roshniyaon Ki Barish Ka Wada Akser
Filhaal To Andhyry Mein Hath Bhi Barhata Nahi
Aye Dil To Hi Yaqeen Dilla Us K Ahed E Wafa Ka
Jo Hai Sung Zamany K Aur Hum Sy Nazr Bhi Millata Nahi

 0 People liked it
0 Ratings

Shikwy B Hzaron Hain
Shikayat B Boht Hy
Is Dil Ko Mgr Us Se
Muhbat B Bht Hy
Ye B Ha Tmanna K
Usy Dil Se Bhula Den
Is Dil Ko Mgr Uski
Zrurat B Bht Hy
Aa Jata Ha Milne Jo
Tasawur Me Sar-E-Sham
Us Shakhs Ki Itni C
Inayat B Bht Hy
Dekhen To Zra P K JANA
Zehr-E-Mohabt
Kehty Hen IMDAD K Is
Zehr Me Lazat B Boht Hy

 0 People liked it
0 Ratings

Kuch Aaj Ye Waqat Ka Takaza Hai
Dil Main Dard Abhi Taaza Taaza Hai
Gir Partay Hain Aansu Mere Kaghz Per
Kalam Main Syahi Kum Or Dard Ziyada Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Videsho Mein Jaakar Bas Jaate Ho
Apne Desh Ko Bhulkar Angrezo Ki Seva Karaate Ho
Kya Isi Ko Tum Sapno Ka Bharat Batate Ho
Gandhi, Subhash Ne Dilai Azzadi
Humko Fir Bhi Alexander Ko Great Batate Ho
Shahjahan Ne Banaya Taj Mahal To Kyu
Statue Of Liberty Ko Dekhte Reh Jaate Ho
Kya Isi Ko Tum Sapno Ka Bharat Batate Ho

 0 People liked it
0 Ratings

Har Ek Muskuraahat Muskaan Nahin Hoti
Nafrat Ho Ya Mohabbat, Aasaan Nahin Hoti
Aansoo Khushi Ke Gham Ke, Hote Hai Ek Jaise
In Aansuon Ki Koi Pehchaan Nahin Hoti
Haan, Har Ek Muskuraahat Muskaan Nahin Hoti
Nafrat Ho Ya Mohabbat, Aasaan Nahin Hoti
Har Baat Hai Vahi Par Matlab Badal Gaye Hai
Dil Dagmagaa Gaya Tha, Par Hum Sambhal Gaye Hai
Aise Bhi Aate Hai Din, Jeete Hai Log Lekin
Hota Hai Aur Sab Kuch, Par Jaan Nahin Hoti
Haan, Har Ek Muskuraahat Muskaan Nahin Hoti
Nafrat Ho Ya Mohabbat, Aasaan Nahin Hoti
La La La Laa, La La La La Laa Laa
Aah Haa, Aah Ha Ha Ha Ha Ha Haa
La La La Laa, La La La Laa Laa,
La La La La Laa La, Aah Ha Ha
Hote Hai Is Jahan Mein Chehre Bhi Ek Jaise
Ghoonghat Bhi Ek Jaise, Sehre Bhi Ek Jaise
Sab Jaanti Hai Nazrein, Pehchaanti Hai Nazrein
Apni Paraayi Soorat Anjaan Nahin Hoti
Haan, Har Ek Muskuraahat Muskaan Nahin Hoti
Nafrat Ho Ya Mohabbat, Aasaan Nahin Hoti
Kya Cheez Hai Yeh Dil Bhi, Ho Jaaye Jab Akela
Rehta Hai Saath Iske Yaadon Ka Ek Mela
Duniya Bhi Chhoot Jaaye, Har Aas Toot Jaaye
Mehfil Kabhi Yeh Dil Ki Veeran Nahin Hoti
Aansoo Khushi Ke Gham Ke, Hote Hai Ek Jaise
In Aansuon Ki Koi Pehchaan Nahin Hoti
Haan, Har Ek Muskuraahat Muskaan Nahin Hoti
Nafrat Ho Ya Mohabbat, Aasaan Nahin Hoti

 0 People liked it
0 Ratings

Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle,
Halaat Na Thay Aese Teri Mulaqat Se Pehle,
Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete Thay,
Hum Bhi Kitne Saada Thay Muhabbaton K Tajurbat Se Pehle.

 0 People liked it
0 Ratings

Humare Anso Pooch Kar Wo Muskurate Hain
Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hain
Hath Unka Chu Jaye Humare Chehre Ko
Isi Umeed Me Hum Khud Ko Rulate Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 1621 - 1630 of 1962, Page 163 of 197 pages.