Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 1841 - 1850 of 1962, Page 185 of 197 pages.

Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Me Sahara Hota,
Tum Na Hote Na Sahi ZikarTu Tumhara Hota,Zindagi Kitni Musarat Se Guzarti Yarab,
Aish Ki Tarhan Gham Bhi Gawara Hota,
Kis Ko Fursat Thi Zamane Ke Sitam Sehne Ki,
Agar Na Is Shokh Ki Aankhon Ka Sahara Hota,
Koi Humdard Zamane Mein Na Paya
Dil Ki Hasrat Rahi Koi Humara Hota

Urdu Version:
کچھ تو تنہائی کی راتوں میں سہارا ہوتا
تم نہ ہوتے نہ سہی ، ذِکر تمہارا ہوتاوہ اگر آ نہ سکے موت ہی آئی ہوتی
ہجر میں کوئی تو غم خوار ہمارا ہوتا
زندگی کتنی مسرت سے گزرتی یارب
عیش کی طرح اگر غم بھی گوارا ہوتا
کس کو فرصت تھی زمانے کےستم سہنے کی
گر نہ اُس شوخ کی آنکھوں کا اشارہ ہوتا
کوئی ہمدرد زمانے میں نہ پایا اختر
دل کو حسرت ہی رہی کوئی ہمارا ہوتا
(اختر شیرانی)

 0 People liked it
0 Ratings


Pichkari ki dhaar haathon mei gulaar lekar aayi Holi
Dher saari mithai meetha 2 pyar lekar aayi Holi
Lal,ghulabi,hara,kaala sabh rangon ko aajmaya
Indradanushi rangon ki bauchar lekar aayi Holi
Dushman dost sabh ek hue mail sare dhul gaye
Taan bhigoti maan bhigoti puchkar lekar aayi Holi
Falguni geet bhaang peete bheegte ithlaate badan
Bachpan ki masti jawani ki hunkaar lekar aayi Holi.

 0 People liked it
0 Ratings

Fir Aake Chale Jaana, Ik Baar Chale Aao
Surat To Dikha Jaao, Ik Baar Chale Aao
Tumko Mere Geeton Ka Sangeet Bulata Hai
Kuch Geet Mere Sun Lo Kuch Apne Suna Jaao
Jo Tum Bulaayen Fir Tum Shauk Se Mat Aana
Kis Baat Pe Roothe Ho Itna To Bata Jaao
Kya Dil Ke Tadapne Ka Ehsaas Nahin Tumko
Ab Jaan Pe Ban Aayi Lillah Chale Aao

 0 People liked it
0 Ratings

Itni Badi Duniya Me Koi Sahara Nahi
Apno Ki Bheed Me Koi Hamara Nahi
Kadam Ladkhdaye To Unka Daman Tham Liya
Wo Bhi Haskar Bole Dost Ye Daman Tumhara Nahi

 0 People liked it
0 Ratings


Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Kyun usey Tuu ne bas ek Phool kaha hai Mere Dost
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Tu jise itni Haseen cheez samajhta hai wo Phool
Sookh jaaye to Nigaahon ko bura lagta hai
Phool ka apna koi rang koi Roop nahi
Uske Jore mai saja ho to Bhala lagta hai
Mera Mehboob to har Waqt Naya hai Mere Dost
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Mere Mehboob ke Jalwon ka nahi koi Jawaab
Dhoop sa rang hai aur khud hai wo Chha’aoon jesa
Uski Payal mai Barsaat ka Mausam Chhanke
Sar pe Resham ka Dupatta hai Ghata’aon jesa
Wo jahan bhar ke Haseeno se juda hai Mere Dost
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Mere Mehboob ki Aankhen hain Do Gehri Jheelien
Jin mai khilte hain Mere waaste Chahat ke Kanwal
Unko dekhoon to Mujhe Shayari karni aa jaaye
Aur mai uske lye Gaaon Mohabbat ki Ghazal
Wo Mere Dil ke Dharakne ki sada hai Mere Dost
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Poet:Qateel Shifaai

 0 People liked it
0 Ratings

Wo Batain To Boht Karti Hay Wafa Ki Pyar Ki Doosti Ki
Par Wo Bigarti Itni Jaldi Jessay Pakistan Ki Bijli
Ek Pyara Sa Ahsas Dila Kar Wo Pohncha Deti Hay Satwain Asman Pr
Or Phir Chupkay Se Peechay Se Deti Hay Zordar Dhaka Zameen Pr
Ham To Doosto Agar Drmyan Main Latak Jatay To Acha Tha
Kyoun K Qismat Itni Achi K Phir Wo Samnay Khara Tha

 0 People liked it
0 Ratings

Main Ne Usse Pocha Tha Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai?!!!!
Wo Hanste Hanste Rone Lagi Aur Dhoop Main Barish Hone Lagi

 0 People liked it
0 Ratings


hum beech manzil mai thay kharay
asqaam ke chadar oray hoay
ankhon mai ayaare kay thay dailay
har lab peh drogh ke the chashnee
zubaan afwahon say na ho aajiz
gardaan hamara hai tha mehdood
jab thaan le hum nay sachae ke
tab nafs nay baghawat kar daale
har fard nay kia alwida
aur chor gay waqt kay saharay per
tab waqt nay hum ko na jana
aur chor gaya dorahay per
mojon mai sukoon he sukoon, baki
aur shor hai ashkon ke lehroon mai
ab shikwa karain tu kis say karain
koi pursan-e-haal he nahi apna

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 1841 - 1850 of 1962, Page 185 of 197 pages.