Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 1941 - 1950 of 1962, Page 195 of 197 pages.

Aadmi aadmi ko kya dega
jo bhi dega vahi khuda dega
mera qatil hi mera munsib hai
kya mere haq mein faisala dega
zindagi ko qarib se dekho
isaka chehara tumhen rula dega
hamase pucho dosti ka sila
dushmanon ka bhi dil hila dega
ishq ka zahar pi liya “fakir”
ab masiha bhi kya dava dega

 0 People liked it
0 Ratings

The sun has slipped his tether
And galloped down the west.
(Oh, it’s weary, weary waiting, love.)
The little bird is sleeping
In the softness of its nest.
Night follows day, day follows dawn,
And so the time has come and gone:
And it’s weary, weary waiting, love.

 0 People liked it
0 Ratings

Rail Ki Railem Pel Mein Buso Ki Bheed Mein
Jab Bhi Dil Mera Ghabraya
Wo Chup Ke Se Aayee Aur Mera Kandhaa Thap-Thapaya
Interview Ki Line-O Mein Job Ke Kataron Mein
Jab Main Phir Ghabraya Wo Pass Hi Khadee Thee Usne Mujhe Samjhaya
Main Soch Hi Raha Tha Ke Jeevan Ki In Raahon Mein Na Jane Ye Kaun Anjaan Hai
Maine Dekha Ke Wo Daree Sehmee Si Chup -Chap Khadee Maun Hai
Aur Main Zindgi Se Hi Puch Raha Hoon Ke Tu Meri Kaun Hai, Tu Mere Kaun Hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Is Qadar Chahenge Tumhe Socha Na Tha
Wo Chod Jayenge Hamein Socha Na Tha
Kuch Is Tarah Muskura Kar Baten Karte The Wo Hamse
Bewafai Bhi Wafa Se Kar Jayenge Socha Na Tha

 0 People liked it
0 Ratings

Raat ke besukun khamoshi mein
ro raha hun ki so nahi sakata
rahaton ke mahal banata hai
dil jo aabad ho nahi sakata
dur shama-e-khayal ke manind
shama vadi ke jhilmilati hai
yas ke beqaran andhere mein
ek umid muskurati hai
dur parabat ke pas charvaha
kho gaya gamfaza taranon mein
bain karati hai ruh-e-zakhmalud
bansuri ke nahif tanon mein
tere jane ka gham bhulata hun
tere aane ke yaad aati hai
haye is bebasi ke aalam mein
kis zamane ke yaad aati hai
shab ko viran rahguzaron se
sar jhukaye hue guzarata hun
qahqahon mein qarar khoya tha
aansuon mein talash karta hun

 0 People liked it
0 Ratings

Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiyega
Zara Soch Samaj Kar Faisla Kijiyega
Agar Jee Sakte Hai Aap Mere Bina
To Beshak Meri Maut Ki Dua Kijiyega

 0 People liked it
0 Ratings

Sath Rahte Rahte Youn Hi Waqt Guzar Jae Ga
Door Hone K Bad Kon Kise Yaad Aae Ga
Je Lo Ye Pal Jab Hum Tumhare Sath Hain
Kal Ka Kia Pata Waqt Kahan Ley Jae Ga

 0 People liked it
0 Ratings

Tu watan ki aabro hai , tu watan ka hai sahaarah
yeh hawaon k musafir , yeh samundaron k raahi
meray sir bakaf mujhahid , meray sar shikan sipahi
yeh tera yaqeen mehkam , teri himmaton ki jaan hai
teray bazo'uon ki kuwwat teray azm ka nishaan hai
tu hi raah , tu hi manzil , tu hi meer e

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 1941 - 1950 of 1962, Page 195 of 197 pages.