Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 981 - 990 of 1962, Page 99 of 197 pages.

Na Me Shi Yaqeen 6 Ta Da Bal Sholy,
Laare Da Pradi Chaman Bulbul Sholy.
Mata Hamesha Ba We Azghe Azghe,
Laas Ke Da Raqeeb Janana Gul Shole.
Tal Me Jaravi Sta Berohi Gula,
Bal La Zindagi Ma La Ajal Shole.
Daa Sanga Rishta Wa Hes Poena Shoma,
Khpal La Shwe Prade, Pradi La Khpal Shole.
Gham De Da Tol Umar Rapa Sar Kralo,
Ma Khana Kharab Na 6 Ta Beyal Shole.
Os Ba De Khanda Pa Shondo Na Venam,
Dal Da Judai Pa Jranda Dal Shole.
Zanla De Zwani Khore Ire Krala,
Ishq Ke Da Pemakho Che Hajal Shole.
Khkaari IMDAD KHIYALA 6 Besoka Shwe,
Prot La Khariye 6 Pa Zangal Shole.

 0 People liked it
0 Ratings

Mere Ghar Se Bhi Aek Din Doli Uthegi
Tere Ghar Se Bhi Doli Uthengi
Muje Bhi 4 Uthaaenge Tuje Bhi 4 Uthaaenge
Par Fark Sirf Itana Hoga Ki Tuje Tere Sage Uthaaenge
Aur Muje Mere Yaar Uthaaenge
Muj Per Bhi Phool Bikharen Ge
Aur Tuj Per Bhi Phool Bhikharenge
Par Fark Sirk Itana Hoga Ki
Tuj Per Bikhare Huae Phool Mushkurate Honge
Aur Mujper Bikhare Huae Phool Murjate Honge
Tere Jane Ae Bhi Log Roaenge
Aur Mere Jane Se Bhi Log Roaenge
Par Fark Sirf Itana Hoga Ki
Tu Ghar Chhodkar Jarahi Hongi
Aur Me Dunia Chodakar Jaraha Honga

 0 People liked it
0 Ratings

Ek Pedh Jisne Kabhi Mujhe Dhup Lagne Na Di,
Apne Aanchal Mein Chupa Ke Rakha Nazar Kisi Ki Lagne Na Di
Yaad Ate Hai Bachpan Ke Din Jab Tu Mujhe Khilati Thi,
Har Bar Rone Par Tu Hi Mujhe Hasati Thi
Achi Neend Ke Liye Naajane Kaha Kaha
Se Nayi Loria Aur Kahaniya Lati Thi,
Ro Padhta Hai Yeh Dil Yad Karke Woh Din
Jab Haatho Se Apne Khana Khilati Thi
Teri Ungli Pakad Ke Maine Chalna Sikha,
Teri Hi Aankho Se Yeh Sansar Maine Dekha.
Bhagwan Khud Na Aa Ska Is Liye
Shayad Tujhe Mere Liye Bhej Diya,
Nhi To Woh Bhi To Hai Yaha Jinhe Lawaris Hi Sansar Mein Chod Diya.
Aaj Fer Teri God Mein Sone Ko Dil Kare,
Tere Hatho Se Khane Ko Dil Bekrar Hai
Yad Aa Gaye Woh Sunhere Din,
Dil Aaj Bhi Us Samay Mein Jane Ko Bekrar Hai
Bas Ab Yadein Hi Reh Gyi Yaad Karne Ko,
Bachpan Lot Ke To Aa Nhi Sakta,
Tujhe Kitna Chata Hu Maa
Tujhe Kabhi Yeh Bta Nhi Sajkta
Mera Har Saans Tera Ehsan Hai..
Jab Chahe Ise Le Lena,
Chod Ke Na Jana Kabii Chahe
Meri Sanse Bhi Mujhse Le Lena

 0 People liked it
0 Ratings

Mahfil Me Diye Jale Par Ujala Na Hua
Hame Ye Katai Gavara Na Hua
Unse Dil Lagakar Hamne Khela Ek Jua
Par Jo Nahi Hona Tha Aakhir Vahi Hua
Koi Aur Unki Jindgi Me Aaya Aur Hamari Sari Khushiyan Le Gaya
Kambakht Ek Chirag Jo Dil Me Bacha Tha Vo Bhi Bujh Gaya
Aaj Kai Saal Gujar Gaye,Is Kahani Ko Hue
Par Dukh Is Baat Ka Hai Ki Vo Hamare Na Hue
Sochta Hoon To Aankhen Nam Ho Jaati Hain
Biti Daastan Ki Yaad Dilati Hain
Ki Kitne Pyar Se Diye Jalaye The
Roshni Ki Badi Ummid Lagai Thi
Magar Jaankar Afsos Hua Ke Unse Ujala Na Hua

 0 People liked it
0 Ratings

Pardh Kai Mahzar, Jab Madine Sai Chalaa Oh Khafela
Qasim O Abbas O Akbar Aur Sibt-e-Mustafa
Saath Main Zainab, Sakina Aur Ruhe-e-Fatema
Sayyed-e-Sajjad Asghar, Saath Sughra Ki Dua
Khafela Tha Eik, Laykin Do Thay Ruh-e-Khafela
Ek Ali Ki Ladli Thi, Ek Ali Ka Laal Tha
Haaie Oh Kis Shaan Sai, Nikle Thay Sui-e-Karbala
Saath Abbas-e-Jari, Qabze Main Tegh-e-Murtaza
Markaz-e-Taazim Theen, Do Hastiyan Har Ek Ka
Apne Batoon Ku Fida, Bhai Pe Zainab Ne Kiya
Bhai Mar Ke Bhi Na Zainab, Sai Huwa Ek Pal Juda
Sar Barehna Oh Chali, Oh Barsare Neza Chalaa
Sar Diya Bhai Nai Chaadar Di Bahen Nai Deen Ku
Na Bahen Aysi, Na Aysa Bhai Hoga Momino
Jis Nai Sar Unchaa Kiya Hai, Baani-e-Islaam Ka
Sar Barehna Thi Bahen To Bhai Bhi Tha Bai Kafan
Bhai Kai Baazu Juda, Bahnaa Kai Baazu Mai Rasan
Sar Kiya Donoon Nai, Mil Kar Karbala Ka Maarka
Bhai Nai Chae Maah Kai Bache Ki Mayyat Ghaar Kar
Ek Nayi Tarikh Likhi Karbala Ke Khaak Par
Shukar Ka Sajda Jawan Baite Ke Mayyat Par Kiya
Thi Rasan Basta Bahen Laykin Jalalat Al-Amaan
Khutba-e-Zainab Sai Larzan Thai Zameen-o-Aasmaan
Rakh Diya Takhta Palat Kar, Jis Nai Mulk-e-Shaam Ka
Bhai Khaak-o-Khoon Main Ghaltan Aur Zindaan Mai Behan
Aabrou-e-Mustafa Ek, Aabrou-e-Panjatan
Dourta Tha Jism Main Donoon Kai Sheer-e-Sayyada
Tashat Main Bhai Ka Sar, Zainab Bahr-e-Darbar Main
Koie Bhi Insaan Nahi Tha Lashkar-e-Kuffar Main
Khaak Madfan Main, Uratai Thai Nabi-e-Dosra

 0 People liked it
0 Ratings

Hakikat Hai Yakeen Kar Lo Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Mohabbat Mar Chuki Ab To Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Badlti Rut Ki Waja Se Tabiyat Kuch Bojhal Si Hai,
Yun Mera Haal Mat Poocho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Mere Lehje Pe Mat Chonko Meri Aankhon Mein Mat Jhaanko,
Yun Hairat Se Na Dakho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Tumhe Kya Weham Hai Tum Q Mujhse Poochte Ho,
Ae Mere Dost Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Tum Uski Yaad Se Keh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Ab To Udasi Saare Ghar Mein Phelti Jaati Hai Gum Bankar,
Dar-E-Deewar Pe Likh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun…!!!

 0 People liked it
0 Ratings

Jis Jaan Ki Khatar Jaan Qurban Ki
Us Bewafa N Kai Khoob Saza Di
Hum Us K Shukar Guzar Hai Ke
Us N Kuch Pal K Liye Hume Dil Mai Pana Di

 0 People liked it
0 Ratings

Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta
Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta
Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo
Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 981 - 990 of 1962, Page 99 of 197 pages.