Sharaab Shayari

Sharaab Shayari - A large collection of Sharaab Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Sharaab Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Sharaab Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Sharaab Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Sharaab Shayari

Showing Sharaab Shayari 141 - 150 of 148, Page 15 of 15 pages.

Dil Mein Ek Dard Liye Jiye Ja Raha Hoon
Teri Mohabbat Ka Jaam Piye Ja Rahan Hoon
Na Chahte Huye Bhi Ye Kaam Kiye Jaa Raha Hoon
Na Jane Khud Ko Kaun Si Manzil Par Liye Ja Raha Hoon

 0 People liked it
0 Ratings

Mahobbat Ke Lamhe Sharaab Lagte Hain
Kuch Chehre Lajavaab Lagte Hain
Dard Itne Sahe Mohabbat Main Guzre Hue
Ki Har Lamhe Hi Azaab Lagte Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Yaado Se Salaam Leta Hoon
Waqt Ke Haath Thaam Leta Hoon
Zindege Tham Jaati Hai Pal Bhar Ke Liye
Jab Mein Hathon Mein Sharab-e-Jaam Leta Hoon

 0 People liked it
0 Ratings

Tum Kehte Ho Ki Buri Hai Ye Sharaab
Maana Ki Ye Sharaab Nasha Chadati Hai
Par Pee Hai Salmaan Ne Aaj Is Liye
Kyu Ki Ye Sharaab Tera Gham Bhulaati Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon
Tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye Haan
Log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon
Kissi Pe Husn Ka Guroor Jawaani Ka Nasha
Kissi Ke Dil Pe Mohabbat Ki Rawaani Ka Nasha

Kissi Ko Dekhke Saanso Se Ubharta Hai Nasha
Bina Piye Bhi Kahin Hadh Se Guzarta Hai Nasha
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Kisse Hai Hosh Mere Saamne To Laao Zara
Nasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai Juda
Khili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka Nasha
Hawa Pe Khushbu Ka Baadal Pe Hai Rimjhim Ka Nasha
Kahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka Nasha
Nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
Maikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti Hulchul
Nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon
Tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye Haan
Log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon

 0 People liked it
0 Ratings

Humko To Pine Ka Bahana Chahiye
Kabhi Khusi To Kabhi Gam Ka Bahana Chahiye
Kam Padgai To Chillana Chahiye
Jaise Pyasa Ho Aur Pyas Bujhna Chahiye
Ye Koun Si Pyas Aur Kaisi Pyas
Najar Ke Samne Bas Har Botal,Bhara Dikhna Chahiye
Khusi Ho Ya Gam Bas Hume To
Pine Ka Koi Bahana Chahiye

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Showing Sharaab Shayari 141 - 150 of 148, Page 15 of 15 pages.