Sharaab Shayari

Sharaab Shayari - A large collection of Sharaab Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Sharaab Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Sharaab Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Sharaab Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Sharaab Shayari

Showing Sharaab Shayari 61 - 70 of 148, Page 7 of 15 pages.

Sharab Pee Liya Karte Hai Jinae Ki Tamanna Main Kabi
Dagmagana Bhi Zaroori Hai Sambhalnae Ke Liye

 1 People liked it
0 Ratings

Saqii Bus To Itna Sa Kaam Kar
Ye Sare Ilzaam Mere Naam Kar
1-2 Paimane Se Mera Kya Hoga
Sara Maikhana Mere Naam Kar

 0 People liked it
0 Ratings

Akhiyon Se Pee Raha Hoon
Main Maikhano Main Jii Rha Hoon
Mausam Badal Na Jaaye,Giraao Na Tum Palke
Kahin Meri Zindege Ki Shaam Na Ho Jaaye

 0 People liked it
0 Ratings

Nash-E-Sharab Mein Shayari
Likhne Ka Alag Sa Maza Aata Hai
Main Nahin Daalta Ras Shayari Mein
Ye To Sharab Ke Sang Aa Jata Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Jamm pi kar apne gam ko kaha kam kia hamne,
Har waqt teri yaadon main in aankhon ko namm kia hamne.
Chaha tha tujhe bhulna par yaad hi kia hamne.
Aur jindagi ke baad bhi kabarr se haath nikaal kar tera hi intezar kia hamne.

 0 People liked it
0 Ratings

Mayekhane Me Jam Tut Jata Hai
Ishq Me Dil Tut Jata Hai
Na Jane Kya Rishta Hai Dono Me
Jaam Tute To Ishq Yaad Aata Hai
Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai

 0 People liked it
0 Ratings


Kuch is terha guzarti ab, humaari har shaam hai,
Ek haath tasveer unki to, aik haath jaam hai!
Bekaar hai yaad dilana ,k shaye ye haraam hai,
Sab kuch bhool jaate hain ,jab koi leta unka naam hai!
Hum to yehi kahenge, Mai be-wajah badnaam hai,
Dard-e-dil se humko to , pahunchaati ye araam hai!
Tabaah kerti hai sharaab, ghalat is per ilzaam hai,
Madadgaar ka badnaam hona to, qudrat ka nizaam hai!
Hum ghamkhaaron ka mai ko, Tah-e-dil se salaam hai,
Bina iske to khudaa jaane, kya humara anjaam hai!

 0 People liked it
0 Ratings

Yaha Sirf Sirf Maikhane Aur Sharaab Ki Shayri Likhna
Rooh Kisi Mast Ki Pyaasi Gayi Maikhane Se
Mai Udi Jaati Hai Saaki Tere Paimaane Se
Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Saaki Wo Shai La
Laga Ke Barf Me Saaki Surahi-E-Mai La
Saaki Humaare Jaam Me Kyu Baal Pad Gaya
Aisa Na Ho Ke Gair Ki Jhooti Sharaab Ho
Ye Chalakta Hua Kya Jam-E-Sharab Aata Hai
Hai Main Kurbaan Mera Ahd-E-Shabaab Aata Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Sharaab Shayari 61 - 70 of 148, Page 7 of 15 pages.