Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Jawani

Janejan Dhundhata Phir Raha Hu Tumhe Rat Din Lyrics

Jawani- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Janejan Dhundhata Phir Raha Hu Tumhe Rat Din from movie Jawani

  

Lyrics

    • Movie Name : Jawani
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha

    janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha
    mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
    mai yaha, tum kaha, mai yaha

    janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha

    (o mere humsafar pyar kee rah par
    sath chale ham magar kya khabar) - (2)
    raste me kahee reh gaye humnashee
    tum kahan, mai yaha - (2)

    janeja dhundhatee phir rahee hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha
    mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
    mai yaha, tum kahan, mai yaha

    (dil machalne laga yuhee dhalne laga
    rang bhara pyar kaa yeh sama) - (2)
    aaj aise me bas chhodke chal diye
    tum kaha, mai yaha - (2)

    janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha

    (pas ho tum khade mere dil me chhupe
    aur mujhe kuchh pata na chala) - (2)
    dil me dekha nahee dekha sara jahan
    tum kaha, mai yaha - (2)

    janejan dhundhta phir raha hu tumhe rat din
    mai yaha se vaha
    mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
    mai yaha, tum kaha, mai yaha

    Related Lyrics