Jeene De Lyrics

Mohit Chauhan - Fitoor (2009)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jeene De from movie Mohit Chauhan - Fitoor (2009)

  

Lyrics

  • Mohit Chauhan - Fitoor (2009)
  • Movie Name : Mohit Chauhan - Fitoor (2009)
  • Director(s) : Mohit Chauhan
  • Singer(s) : Mohit Chauhan
  • Lyricist(s) : Mohit Chauhan

chal raha tha kaarwaan, udate baadalon ki tarah
chalate chalate kahaan kho gaya, kyun badal gayi daastaan

naam hai tera hausala, kaun hai kyun milaaye najar
tu chale toh ruke dhadkane chaahe jab tu aaye najar
thi yeh sada dil, yeh hai sapana
jungle ka raaja tu hai tu hai tu hai hai
o ho ho ho.........

sadiyon se ghumein tu in waadiyon mein, yeh tera hai ghar
yuun kho gaya toh reh jaayega adhura safar
keh rahi hai yeh jamin pyaar se jiyo sabhi
sabko hak hai jine ka yahaan
jeene jeene jeene de - (4)

chal raha tha kaarwaan, udate baadalon ki tarah
chalate chalate kahaan kho gaya, kyun badal gayi daastaan

Related Lyrics