Abb Ke Sawan Aise Barse Lyrics

Ab Ke Sawan - Shubha Mudgal- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Abb Ke Sawan Aise Barse from movie Ab Ke Sawan - Shubha Mudgal

  

Lyrics

    • Movie Name : Ab Ke Sawan - Shubha Mudgal
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Shubha Mudgal
    • Lyricist(s) : 

    aa aa.....
    hmmm hmmm hmmm....
    aa aa.....

    abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se
    bhige tan mann jiyara tarse, jam ke barse jara
    rut sawan kee, (ghata sawan kee - (2))
    aise jamke barse

    abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se
    bhige tan mann, jiyara tarse, jam ke barse jara
    jhadee barkha kee, (ladee bundo kee - (2))
    tutake yu barase

    rut sawan kee, (ghata sawan kee - (2))
    aise jamke barse

    pehle pyar kee pehalee barkha kaisee aas jagaye
    baarishe pine do mujhko mann hara ho jaye
    pyasee dharatee, pyase arman, pyasa hai aasman
    bhigane do har galee ko, bhigane do jahan

    abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se
    bhige tan mann jiyara tarse, jam ke barse jara

    (rut sawan kee, (ghata sawan kee - (2))
    aise jamke barse) - (2)

    eeee.... hey

    laj badree kee bikhar ke motee ban jhad jaye
    bhig jaye sajna meraa laut ke ghar aaye

    duriyo kaa nahee yeh mausam, aaj hai woh kaha
    makhmalee se yeh phuhare udd rahee hai yaha
    abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se
    bhige tan mann jiya naa tarse, jam ke barse jara

    rut sawan kee, (ghata sawan kee - (2))
    aise jamke barse, jhadee barkha kee
    ladee bundo kee -2, tut ke yu barse

    rut sawan kee, (ghata sawan kee - (2))
    aise jamake barse

    jhadee barkha kee, (ladee bundon kee - (2))
    tutake yu barse

    Related Lyrics