Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Shadow

Khumaariyaan Khumaariyaan Lyrics

Shadow- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khumaariyaan Khumaariyaan from movie Shadow

  

Lyrics

    • Movie Name : Shadow
    • Director(s) : Anand Raj Anand
    • Singer(s) : Sunidhi Chauhan
    • Lyricist(s) : Anand Raj Ananad,Satya Prakash,Anjaan Saagri

    khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan - (3)

    deewaana hai na hai na deewaana - (2)
    manaaya kitana par dil na maana
    pagale ko bilkul nahi hai khabar
    kab kisape kar jaaye kab asar
    khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan - (3)

    (yeh hai umrr pyaar ki, yeh hai ghadi karaar ki
    mere aitbaar ki tere aitbaar ki) - (2)
    kuchh mere deedaar mein hai, kuchh tere deedaar mein hai kya
    khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan - (3)

    (aankhon mein mastiya, baaton mein mastiya
    subahon mein bhi mastiya, shaamon mein mastiya) - (2)
    paimaana hai aankhon mein yaar pi le pi le aa pi le ik baar
    khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan - (3)
    deewaana hai na hai na deewaana -2, manaaya kitana par dil na maana
    pagale ko bilkul nahi hai khabar, kab kisape kar jaaye kab asar
    khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan - (4)

    Related Lyrics