Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Saiyaan

Tumhe Dil Diya Lyrics

Saiyaan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tumhe Dil Diya from movie Saiyaan

  

Lyrics

    • Movie Name : Saiyaan
    • Director(s) : Sajjad
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    tumhe dil diya
    yeh kya kiya maine - (2)
    duniya kaa dard le liya maine
    tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
    duniya kaa dard le liya maine

    kya bhale din the woh - (2)
    najaro me tum samaaye naa the
    kabhee bharee thandee saans nahee thee
    aur aankho me aansu aaye naa the
    abb rotee hu mai - (2)
    kya kiya haay kya kiya maine
    tumhe dil diya......

    abb haal yeh ho gaye hamaare - (2)
    sada bhige rahe naino ke kinaare
    o jaanevaale mai pukaaru tu ek baar toh aa - (2)
    mere rote huye dil ko yeh baat bata
    bhala kiya ya bura kiya, haay bura kiya maine
    tumhe dil diya......

    Related Lyrics