Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Jaan

Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan Lyrics

Jaan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan from movie Jaan

  

Lyrics

    • Movie Name : Jaan
    • Director(s) : Unknown
    • Singer(s) : Udit Narayan
    • Lyricist(s) : 

    (iss tarah pyar se tumne dekha sanam
    kya kahe kya huwa, ham rahe abb na ham
    tumhara kya gaya, hamara dil gaya
    ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham) - (2)
    iss tarah pyar se
    na ham jante tumhe, na pehchante ho tum
    yeh achchha nahee hai jo kiye tumne hosh gum
    tumhe yeh khabar hai kya yeh darde jigar hai kya
    badee khub dillagee mere sath tumne kee
    tumhara kya gaya, hamara dil gaya
    ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
    iss tarah pyar se
    tumhare bina hamen na abb chain aayega
    hamara khayal toh tumhe bhee satayega
    yehi sach hai man lo, na yu imtahan lo
    juda hoke jao na, ke abb ajmao na
    tumhara kya gaya, hamara dil gaya
    ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
    iss tarah pyar se tumne dekha sanam
    kya kahe kya huwa, ham rahe abb na ham
    tumhara kya gaya, hamara dil gaya
    ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
    iss tarah pyar se tumne dekha sanam
    hm hm hm hm hm.......

    Related Lyrics