Dil Bekarar Sa Hai, Mujhko Khumar Sa Hai Lyrics

Ishara (1964)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dil Bekarar Sa Hai, Mujhko Khumar Sa Hai from movie Ishara (1964)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ishara (1964)
    • Director(s) : Kalyanji-Anandji
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    dil bekarar sa hai, mujhko khumar sa hai
    jab se tujhe dekha sanam, hay dil bekarar sa hai........

    mausam nashe me chur hai, kuchh pee ke aayee hai ghata
    bas kuchh na puchho aaj kya, paigam layee hai ghata
    abb maine jana pyar kya hai teree julfo kee kasam
    dil bekarar sa hai.......

    hatho me anchal tham ke, woh munh chhupane kee ada
    divana kar dega hamen, woh muskurane kee ada
    abb mai new jana pyar kya hai teree hontho kee kasam
    dil bekarar sa hai.......

    Related Lyrics