Yeh Pal Yeh Sama Chalein Mere Sang Lyrics

Aa Bhi Ja - (uvie)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Pal Yeh Sama Chalein Mere Sang from movie Aa Bhi Ja - (uvie)

  

Lyrics

  • Aa Bhi Ja - (uvie)
  • Movie Name : Aa Bhi Ja - (uvie)
  • Director(s) : Nakash Sargam,Pawan Atwaal,Joy Raha
  • Singer(s) : Upendra Verma (uvie)
  • Lyricist(s) : 

yeh pal yeh sama chalein mere sang, chalu main jahaan
aaj bas mein nahi meri dhadkan, mere armaan
udata rahoon fijaao mein, behaki huyi si raahon mein
khoya rahu najaaron mein chhu lu aasmaan
yeh pal yeh sama chalein mere sang, chalu main jahaan
aaj bas mein nahi meri dhadkan, mere armaan

kaise kahun main kya ho gaya mausam badal gaya
yeh dil jawaan hai dhadkan jawaan hai chhaayi hai mastiyaan
machali huyi si saanson mein sapane naye hai aankhon mein
pighali huyi si shaamon mein keh jo daastaan
yeh pal yeh sama chalein mere sang, chalu main jahaan
aaj bas mein nahi meri dhadkan, mere armaan

tumako bhi yaaron hoga toh hoga jaise mujhe huwa
main bhi nahi yahaan paagal huwa hoon tum bhi toh ho yahaan
lagata hai yeh jawaani hai, har dil ki yeh kahaani hai
milake hamein sajaani hai nayi yeh duniya
yeh pal yeh sama chalein mere sang, chalu main jahaan
aaj bas mein nahi meri dhadkan, mere armaan
(udata rahoon fijaao mein, behaki huyi si raahon mein
khoya rahu najaaron mein chhu lu aasmaan) - (2)

Related Lyrics